Sunday, 4 September 2011
Friday, 12 August 2011
Thursday, 11 August 2011
Wednesday, 10 August 2011
Surah" Waqia" ki Fazeelat
Jo Shakhs her Raat main Surah Waqia Parhe ga Usko kabhi Faqa Na ho ga InshahALLAH Azawajal (Mishkat ul Musabih, Jild 1, Hadees # 2181)
NAKION KA KHAZANA
=NAKION KA KHAZANA=
HADIS> Naiki ki Rah Dikhane Wale ko Naiki karne Wale k Barabar Sawab Milta ha (Muslim Hadis#4663)
Monday, 8 August 2011
AZAN KI FAZILAT
AZAN KI FAZILAT
"Agar tum Quran pak ki tilawat kar rahe ho aur azan ki awaz aaye to Quran pak ko band kar ke
Azan suno, aur us k kalmaat ka jawab do.,aj kal hum t.v tk band nai karty or azan ka ehtaram nai karty,"itna phehlao k saari ummat jaag uthey aur azan ka ehtram karne lage. Iska ajjr aap ko aur mujhe tab tak milta rahe ga jab tak ye msg chalta rahe ga.
Hadis About Roza
**Hadis e Pak**
Jis Rozadar nay bhool kar khaya piya wo apny Roza ko pura kary k usy Allah nay khilaya pilaya
(BUKHARI 2/287)
Bhul k khany piny say Roza ni tota
Sunday, 7 August 2011
Imam Ghazali (Rehmatullah Alaihay) Farmatay Hein
Imam Ghazali (Rehmatullah Alaihay) Farmatay Hein: Insan Jitna "Tangdasti" Se Darta Hai Agar Utna "Jahannum" Se Darta To 2ono Se Nijat Paa Laita, Aur Jitni Esay "Doulat" Se Mohabbat Hai Agar "Jannat" Se Utni Mohabbat Hoti To 2ono Ko Paa Laita, Aur Jitna "Zaahir" Mai "Logon" Se Darta Hai Agar Utna "Baatin" Mai "ALLAH PAK" Se Darta To 2ono Jahaan Ki Sa'aadat Paa Laita...! [Makashfat-ul-Quloob, P#267]
Medical Science Proved About Namaz
Medical Science
Provd
...*Long Sajda:
No Heart Prob, Increase Eye sight, Brain work & Face beauty
...
*Rukoo with straight legs:
No knees/joints problems
*Straight standing after Rukoo:
No Back bone prob
*Namaz improves Digestive system
In Short, NAMAZ is a full body tonic
Juma kay din ki fazeelat
Jo Jumua Ki Namaz se pehle 3 br SURAH QADAR Parhe>use Dunya me tamam Jumua parnay walon ki tadad k brabr NEKIAN milengi.
(Faizane Sunat#1166)
Ramzan Ul Mubarak kay Naam
Ramazan UL Mubarak K 4 Naam Hai:
(1) Mah-e-Ramazan
...(2) Mah-E-Sabr
(3)Mah-e-Mu'asaat
...(4) Mah-e-Wus'at-E-Rizq
(Tafseer-e-Naemi 2/208)
Subscribe to:
Posts (Atom)